Monday, June 13, 2011

Fijan Watan Ki

Baba Ramdev Ke Sath Sabhi Ne Dhokha Kiya Ha,Ek Sidhe Sade Deshbhakt Sant KO Ese halat Men Pahucha Diya Taki Bhavisy Men Koi Bhi Desh Ke Liye Aandolan Na Kare,Deshwasiyo Agar Is Desh Ka Bhala Chahate Ho To Jago Aur In Desh Ke Dusmano Ko Batado Ki Baba Ka Tyag Hum Youn Hi Jane Nahi Denge.Is Andolan Ne Hum Bhartiyon Ki Ek Soch Ko Bhi Ujagar kar diya ki jab bhin koi garib admi koi kam karta ha to hum ji jan se uske sath ho jate ha lekin jab koi amir admi jo ki apni mehnat se amir bana aur wo desh ke liye kuchh karna chahe to hum usko kabhi bhi sath nahi denge kyonki humari soch hi asi ban gai ha ki kisi dusre ki uanatti ko hum dekh nahi sakte,lekin deshwasiyo jab koi gareeb admi desh ki bat karta ha to uski bat jayj ha kyonki wo is halat se presan ha.lekin jab Baba Ramdev Aandolan karta ha to wo apne halat se presan hokar nahi karta warn use maloom ha ki wo apne liye pressani ke halat peda kar raha ha,fir bhi wo andolan karta ha kyonki Baba ko desh se pyar ha aur desh ke liye wo presani sahan kar sakya ha,dosto Baba ke Is Andolan Ko Rasatal men pahunchane ki wajah humari Soch bhi ha,jo sata par kabij Manovegyaniko[Neta Log]Ke jhanse men aakar baba jese deshbhakt logon par anguli uthakar unake desh ke parti deshbhakti ke jajbe ko khatam karte ha.Men kisi ki bhawna ko thesh pahunchana nahi chahata lekin me chahata hun ki biti baten bhulakar hum bhartiy ek hokar khare ho aur is desh ko bharstachar se mukt kar Baba ki kurbani par In gaddaron ko hasne ka Moka Na DE.
Men chahata Hun Ki---
Kash is Mulk Men Asi Fijan Bane,
Ki Mandir Jale To Ranj Musalman Ko Bhi Ho.
Pamal Na Hone Paye Aabroo Masjid Ki,
YeRanj Mandir Ke Har Nigahban Ko bhi Ho.